Hello doston aaj ke post mein main aapko batane wala hun ki bhai duj kab hai, kyon manaya jata hai aur kaise manate hain to yah post aapke liye bahut hi labhdayak hone wali Hai kripya ise dhyanpurvak pade.

Bhai duj kab hai 2023:-
Doston is varsh 2010 mein Bhai duj 14 November 2023 ki Hai.
Bhai duj ka Shubh muhurt kab hai :-
Doston is varsh 2023 mein Shubh muhurt 14 November 2023 ko dopahar 2:36 per hai.
Bhai duj kyon manaya jata hai :-
Doston bhai doj Diwali ke dusre din manaya jata hai kyunki yah bhaiya aur bahan ke bich pyar ke rishte ko batata hai.Bhaiya duj Wale din bahan apne bhai ki acchi safalta ke liye prathna karte hain aur sath hi nibhai apni bahan ki raksha ka pran leta hai aur hamesha ki tarah bahan apne bhai ko mithaai khilati hai aur badle mein Bhai bhi apni bahan ko uphar bhent karta hai.
Bhai duj kaise manate hain :-
Bhai douch ka tyohar bhai aur bahan ke pyar ko darshata hai aaj ke din bahan apne bhai ki shubh muhurt dekhkar apne bhai ka Tika Karke Ek nariyal Gole per Tilak vah thodi si mishri vate karti hai aur sath hi apne bhai ka munh meetha karti hai.
Apne bhai ki der aayu v Safal hone ki Kalpana karti hai bhai bhi apni bahan ki raksha ka Sankalp leta hai aur bhet mein kuchh uphar deta hai.
Bhai dooj per bheno ke karya :-
- Bhen bhai ke liye market se Gola,misrri aur mithai lekar aati hai.
- bhen bhai ko tilak lagane ke liye roli lekar aati hai.
- Bhen bhai ki jis thali se pujan karti hai usko sajjati hai or sath me he usme phool lagati hai.
- subha subha jaldi se uthkar ache ache kapde phenkar ghar ka baki kam khatam karne me help karti hai.